Jab jugnu batein karte hain,
Jab panchi mil ker urte hain,
Jab mosam rang badalte hain,
Jab koyal koo koo karti hai,
Jab badal khob barasta hai,
... Jab hawa se khushbo aati hai,
Aur chandni bhi sharmati hai,
Tab yaad tumhari aati hai
Tab yaad tumhari aati hai.
Jab panchi mil ker urte hain,
Jab mosam rang badalte hain,
Jab koyal koo koo karti hai,
Jab badal khob barasta hai,
... Jab hawa se khushbo aati hai,
Aur chandni bhi sharmati hai,
Tab yaad tumhari aati hai
Tab yaad tumhari aati hai.
No comments:
Post a Comment