Woh Pani Ki Lehron Pe Kia Likh Raha Tha,,
KHUDA jaane
Hurf-e-Duaa
Likh Raha Tha,,
Likha Tha jisne Wafa K Maani Adhuray,,
... Wo Shakhs Piyar Ki intiha Likh Raha Tha,,
Zara Uski Aankh Se Ek Ansoo Na Nikla,,
Wo jis Waqt
Lafz-e-Saza
Likh Raha Tha,,Mohabbat Main Nafrat Mili Thi Ussay,,
Woh Har Shakhs Ko Be-wafa Likh Raha Tha,,Is Qadar
Zamane Waalo Ne
Usko Sataya,,
Wo pyar K jazbay ko Gunah
Likh Raha Tha.

No comments:
Post a Comment