Monday, 10 October 2011

usy Aaj tak na bhula ska


Na main paas us ko bula saka
Na main Dil ki baat bata saka
Wo hansi hansi me hi chal diya
K main hath tak na mila saka
U hi sochta raha door tak
...
Magar us ko kuch na bata saka
Yeh maqam hi tha ajeeb sa
K main khud ko b na bacha saka
Wo juda huwa to kuch is tarah
Koi rasam tak na nibha saka
Usay jana tha wo chala gaya
Usay aaj tak na bhula saka

No comments:

Post a Comment