Monday, 17 October 2011

Meri zindagi ka sawal hai


Ab lot aa meray humsfar meri zindgi ka sawal hai
Lut chuka hon teri chahat mein ye kaisa mujh pe zawaal hai
Koi to hy jisy mein sochta hun pal pal.
Kabi wo b aa k pochta suna kaisa tera haal hai
kab niklon ga duniya ki nafraton se main
...
Bichha har tarf maqr-o-faraib ka jaal hai
Sochna usy koi khata to nai hy
Jena jis k bina ab mera muhaal hy.....
Ab loat aa meray humsfar meri zindagi ka sawal hy.

No comments:

Post a Comment